हिंदी शायरी

Random Hindi Shayari

Chiragon mein agar noor na hota, to tanha dil itna majbur na hota. Kasam se hum aapse milne zarur aate, agar aapka aashiyana itni door na hota.
Hindi Shayari

Kyon Tune Pyar Main Dhoka Diya,... Breakup Hindi Shayari

Kyon Tune Pyar Main Dhoka Diya, Kyon Na Sachha Pyar Tha Mujhse Kiya, Khamiyaan Kaun Si Mujhme Thi, Kyon Meri Wafaaon Ka Aisa Sila Hai Diya.