हिंदी शायरी

Random Hindi Shayari

Coffe ke cup se uthte dhuein mein teri shakl nazar aati hai, Tere khyalon mein kho kar aksar meri coffe thandi ho jaati hai.

Hindi Shayari

Sajaa darwar hai or ek jyoti... Navratri Hindi Shayari

Sajaa darwar hai or ek jyoti jagmagayi hai, naseeb jagega un jagran karane walo ka, naseeb jagega jagran me aane walo ka, wo dekho mandir me meri mata muskarayi hai.